
TIP-1
Dahi aur kheere ke ras ko milakar chehre par lagaye, Isse jhaiyan dur hoti hain.
TIP-2
Papite ke goode ko mash kare aur isse chehre par massage karen, Isse daag dhabbe dur honge.
TIP-3
Haldi aur tulsi ke patton ke paste se bhi daag dhabbe aur jhaiyon ki samasyaon se chutkara milta hai.
TIP-4
Jhaiyon ko dur karne ke liye pudine ka ras aur tulsi ka ras barabar matra mein milakar chehre par lagaye.
TIP-5
Shahad mein thoda sa kesar dalkar lagane se chehre ke kaale daag dur hote hain.
0 comments:
Post a comment