
ADRAK


pudine ki chai banakar piye. isse pet dard me bhi araam milta haiaur gas bhi nikalti hai.

KADDU (SITAFAL )
kaddu ko khana bada labhkari hota hai.kaddu me vitamin A, potesium aur fibre hote hai. jo digestion me fayda karte hai. jisse pet me gas ki samasya bhi nahi hoti.
\

pet me gas ki samasya hone par saunf ka sevan kare. isse gas me rahar milti hai saath hi saunf ki chai bhi peene se gas bahut jaldi nikal jati hai.

HARI DHANIYA
jab gas ki wajah se pet phool raha ho to hari dhaniya ki chai piye. isse gas bhi nikal jati hai aur pet ka dard bhi theek ho jata hai.
0 comments:
Post a comment