
SARSO

Sarso mein bharpur matra mein protien,
Calcium,
Iron,
Fibre,
Magnesium,
Potatisum aur,
Vitamin-A,C,K aur B6 paya jata hai.

TAMATAR
Ek tamatar mein 22 calorie payi jati hai,
Tamatar mein-
Magnesium,
Fibre,
Potassium,
Aur Vitamin-A,C paya jata hai,
Aur tamatar mein high sugar hota hai.
PYAAZ

Pyaaz mein-
Fibre,
Potassium,
Aur Vitamin-C,B6 paya jata hai,
Pyaaz mein high sugar paya jata hai,
Pyaaz ka istemaal fry karke,salad mein aur sandwich mein hota hai.

Ek kheere mein 24 calorie payi jati hai,
Kheere mein-
Magnesium,
Potassium,
Aur Vitamin-A,C,K paya jata hai,
Kheere ka istemaal kachcha,salad mein aur sandwich mein kiya ja sakta hai.
PAALAK

Palak mein-
Protien,
Fibre,
Calcium,
Iron,
Magnesium,
Potassium,
Aur Vitamin-A,C,E,K,B6 paya jata hai.

Lal shimla mirch mein 30 calorie payi jati hai,
Lal shimla mirch mein-
Fibre,
Potassium,
Vitamin-A,C,K,E,B6 paya jata hai,
Lal shimla mirch ka istemaal,
Paka kar,salad mein aur sandwich mein dalkar kiya ja sakta hai.
MUSHROOM
Ek mushroom mein 2 calorie payi jati hai,

Iron,
Protien,
Fibre,
Potassium,
Aur Vitamin-D,B6 paya jata hai,
Mushroom ka istemaal pakakar,roast kar ke kiya ja sakta hai.
BROCCOLI

Broccoli mein-
Protien,
Calcium,
Iron,
Magnesium,
Potassium,
Aur Vitamin-A,C,B6 paya jata hai.
0 comments:
Post a Comment