Wednesday, 13 April 2016

SALAD KE FAYDE

GREEN SALAD
is salad me hari pattedaar sabziyan jaise palak patta gobhi,khera kakdi,hote hai. green salad vitamin B ka achha srot hai isko khane se mood achha hota hai.




DEZART SALAD
is salad me kai tarah ke dry fruits ka use hota hai isko khane se serotonin aur 
dopamine rasayan milte hai isse badan ki thakan door hoti hai.



VEGETABLE SALAD
is salad me sabhi tarah ki sabzi mix ki jati hai.inme kheera, mirch, tamatar, mashroom, pyaz, mooli, gajar hote hai ye sehat ke liye bahut hi faydemand hai.

0 comments:

Post a Comment