1-Khansi Me Fayda
5gm anaar k sookhe chhilke pees le or usme 10gm kapoor bhi mila le is churan ko 2 bar pani me mila kar peene se khaasi theek ho jati hai..
2-Muh Ki Badbu Door Kare
1 glaas pani me 2 chammach anaar ke sookhe chhilke ka powder mila le is paani se din me 2-3 bar kulla kare,,isse muh ki badbu door hoti hai....
3-Jhurriyon Me Fayda
Anaar k sookhe chhilko ka powder or gulabjal mila kr isko
facepack ki tarah chehre par lagaye,,isse tawcha jawan rehti
hai or chehre ki jhurriyan door hoti hai....
4-Majboot Haddiyon Ke Liye
1 glaas garan paani ne 2 chammach anaar ke chhilko ka powder mila kar peene se haddiyan mazboot hoti hai,,,,kyunki anaar k chhilko me anti-becterial or antiinflammatory gun hote
hai Jo haddiyon ko mazboot banate hai...
5-Gale Ke Dard Aur Kharash Me Faydemand
Gale me tonsils ya dard ki samasya ho to anaar ke chhilke ke
powder ko paani me ubaal kar thanda kar ke garara kare aisa
2-3 baar karne se fayda hoga.....
6-Muhasson Ki Samasya Me Fayda
Anaar ke chhilko ko sukha kar bhoon le or thanda hone par pees kar iska lep bana lein. iss lep ko muhasson par lagane se is samasya se chhutkara milta hai.....

0 comments:
Post a Comment