GATHIYA (ARTHRITIS )
gathiya ke dard me seb khane
se bahut fayda hota hai
sab ke sevan se shareer me uric acid ki matra kam ho
jati hai isliye gathiya ke marijo ko seb ka sevan jaroor
karna chahiye.
NARIYAL KE FAYDE
-nariyal me vitamins aur khanij tatv bahut matra me
hota hai jisse aapki yaaddasht badti hai.
-nariyal me vasa aur colestrol nahi hota isliye nariyal khane
se motape se bhi nijat milti hai.
KHANSI ME BAADAM KE FAYDE
jin logo ko baar baar khansi aati hai aur cough
bahar na nikalta ho to aise logo 4-5 baadam chheelkar isme
barabar matra me mishri milakar pees lein.
is pest ko subah shaam chatne se sookhi khansi
theek ho jati hai aur gala bhi theek rehta hai.
PEELIYA ( JOINDIS )
peeliya ke marij ko munakke ka istimal karna chahiye
.munakke ko dhokar usme se beej nikalkar mu
me rakhkar choose. poore din me lagbhag 10-12
munakke ka istimal kare.

0 comments:
Post a Comment