Friday, 27 May 2016

MATTHA PEENE KE FAYDE GARMIYON ME

Khoobsurti Badhaye
Agar baal jhade to week me matthe se 2 din baalo ko dhoye. Aate me Matthe ko mila kr chehre par lep lagaye. isse jhurriyan kam hongi.




Paushtic Tatvon Se Bhara 

Chhachh me protein,vitamin B or potassium ki bhi kaafi matra hoti hai. vitamin or minerals swaasth ke liye achhe or labhdayak hote hai.





Shareer Ka Taapmaan Kam Kare
Garmi ki wajah se agar  turant shareer ko thandak pahochani hai to 
mattha piye.



Pet Ko Pahunchaye Thandak
Teekha or masaledaar khane k bad ise zarur piye kyunki isme protein hota hai. Jo masalo ki jalan ko thanda krta hai isse acidity bhi theek hoti hai.




Calcium Se Bharpoor 
Jo log doodh nhi peete unke liye matthe me dher saara calcium maujood 
hota hai..Isliye rozana mattha peene ki aadat daal le.



Cholesterol Aur BP Me Fayda 
Iske niyamit sewan se cholesterol aur blood pressure theek ho jata hai. 
Isme bio active protein hota hai Jo cholesterol ko kam krne me madad karta hai.

0 comments:

Post a Comment