
Pyaz khane se kabz ki shikayat door hoti hai. pyaz me jo reshe hote hai wo pet ke liye faydemand hote hai. kachche pyaz ko apne roz ke khane me jaroor istimal kare.
Sugar Ko Kam Karta Hai
Sugar ke rogi ko khaskar ke pyaz jaroor khani chahiye kyuki kachchi pyaz khane se shareer me insulin paida hota hai jo sugar ko cotrol karta hai.
Cholestrol Aur Heart Ki Bimari Me Fayda
pyaz me methyl sulphide aur amino acid hota hai. Jo cholestrol
ko theek rakhta hai saath hi dil se judi bimariyon me fayda karta hai.
Khoon Ki Kam i(Animia ) door Kare
Pyaz khane ka ek aur bahut fayda hai ki rozana pyaz khane se
khoon ki kami bhi door hoti hai.
Kaan Ke Dard (Ear Pain ) Me Fayda
Kaan ke dard me pyaz ko garam raakh me bhoon lein aur uska
paani ko nichodkar kaan me dale. dard me fauran araam milta hai.
Piles Me Fayda

Gathiya Ke Rog Me Fayda
Pyaz ke ras ko aur sarso ke tel ko barabar milakar malish karne
se bahut fayda hot hai.
Cancer Ki Bimari Me Fayda
Pyaz me sulfur hota hai jo pet, brest aadi me cancer cell ko rokne
me madad karta hai.
Hare Pyaz ke Fayde

-Hara pyaz khane se Aankhon ki raushni me fayda hota hai.
-Hare pyaz me anti-inflammatory aur antihistamine gun hote hai. jo gathiya aur asthama ke rogiyo ke liye faydemand hota hai.
0 comments:
Post a Comment