AMLA
Amle me antioxidants ke gun hote hai aur amle me calcium kaafi matra me paya jata hai Jo shareer ki bimariyon se ladne ki chhamta ko badhata hai.ise fal ke roop me bhi khaya ja sakta hai ya pani me ubal ker bhi iska sewan kiya ja sakta hai.
TIL
Calcium ki kami ko door karne ke liye til ek achchha upaaye hai.til ke ek table spoon me 88 mlgm. calcium hota hai ise pees ker powder ke roop me bhi khaya ja sakta hai.
DOODH
Doodh calcium ka sabse achchha madhyam hai. 1 cup garam doodh le aur usme 1 spoon bhune hue til ka powder milaye ise
din me 3 baar piye. jaldi hi fayda hoga.
JEERA
1 glaas pani ubaale aur usme 1 tea spoon jeera milaye ise thanda hone ke baad achchhe se milaye. is paani ko din me 2 baar piye calcium ki kami door hogi.
ASHWAGANDHA
Ashwagandha ek prachin jadi booti hai yeh apne antioxidant ke liye jani jaati hai auor shareer me calcium ki kami ko door rakhne me sahayak hai.
ADRAK
1 glaas pani ubaale aur usme 1-2 tukde adrak ke dale aur kuchh der tak ubale. ise chhan lein aur ise achchha banane ke liye apne swaad ke anusaar isme shehed milaye,, fayda hoga.
GUGGUL
Guggul ek ayurvedik herbal ghatak hai Jo shareer me calcium
ki kami ko door karta hai. 250 mlgm. se 2 gm tak guggul khane
se shareer me calcium ki kami door hoti hai.

TIL

DOODH
Doodh calcium ka sabse achchha madhyam hai. 1 cup garam doodh le aur usme 1 spoon bhune hue til ka powder milaye ise
din me 3 baar piye. jaldi hi fayda hoga.
JEERA

ASHWAGANDHA
Ashwagandha ek prachin jadi booti hai yeh apne antioxidant ke liye jani jaati hai auor shareer me calcium ki kami ko door rakhne me sahayak hai.
ADRAK

GUGGUL
Guggul ek ayurvedik herbal ghatak hai Jo shareer me calcium
ki kami ko door karta hai. 250 mlgm. se 2 gm tak guggul khane
se shareer me calcium ki kami door hoti hai.
0 comments:
Post a Comment