
Aankhon Ke Liye Faydemand
Gajar khane se hamari aankhon ki roshni achhi rehti hai. kyuki
gajar me vitamin A hota hai jo aankhon ke liye faydemand hota
hai. gajar me beta carotene kafi matra me paya jata hai. jisse
hamari aankhon ki roshni badti hai. gajar ko daily khane se
aankhon ki roshni ko sahi kiya ja sakta hai.
Skin Ke Liye Faydemand

C aur antioxidant bhi hota hai. jo skin ko achha rakhne me sahayak
hote hai.
Digestion Me Fayda
Gajar khane se digestion system bhi theek rehta hai kyuki gajar me
fibre bhi hota hai. khana khane se pehle gajar ka juice pine se hazma
theek rehta hai.
Diabetes Me Fayda
Gajar ka juice daily pine se blood sugar control rehta hai. kyuki gajar
me carotenoids paya jata hai. jo body me sugar level ko control karta hai.
Hemoglobin Ko Badata Hai

Cancer Se Bachao
Gajar khane se cancer ke khatre se bhi bacha ja sakta hai. gajar me
falcarinol compound paya jata hai. jo lung cancer,breast cancer aur
pet ke cancer ke khatre ko kam karta hai.
Haddiyon Ke Liye Faydemand

bhi paya jata hai bhale hi uski matra kam hai.
Immune System Ko Badata Hai
Gajar khane se hamare shareer ka immune system bhi majboot hota hai.
jisse body kai tarah ki bimariyon se ladne me kargar hoti hai.
0 comments:
Post a comment