
Ek bowl me ek chutki kesar,,licoric powder,,or dhoodhh ko ache se mila le or ise baalon pe lagaye..aadhe ghante baad dho le..baalon ka jhadhna band ho jayega....
2-DAANE DOOR KARE
Kesar se chehre par hone wale pas bhare daane or keel-mohase bhi theek ho jate hai,,Tulsi,kesar or shehed ko mila kr chehre pr 15 mint tak lagaye baad me gungune paani se dho le...
3-GURDE KI PATTHRI ME FAYDA (KIDNEY STONE)
Kesar ke istemaal se kidney me hone wali pathri ka ilaaj sambhav hai,,,
ye bp ko durast banaye rakhta hai...or pet dard me bhi rahat milti hai.....
4-TANNING HATAYE

5-BHOOK BADHAYE
Kesar khane se bhook khul kar lagne lagti hai or isse digestion bhi
theek rehta hai....
6-SEENE ME JALAN
Agar kisi ko seene me jalan ki samasya ho to use kesar khana chahiye
isse fayde hoga...
0 comments:
Post a Comment