Saturday, 18 June 2016

LIVER KI DEKHBHAL ( LIVER CARE ) IN HINDI



Sulphur Se Bharpoor Food
Liver enzyme ka production karta hai iske liye sulphur zaruri hai. 
Jou anaaj, patta gobhi, broccoli jaisi sabziyon me bharpoor hota hai.





Carbohydrate Ki Matra Kam
Zyada carbohydrate wale khane se liver me fat jama ho jata hai.Aise
me zyada namak aur jyada carbohydrate wale khano ko kam khana chahiye.




Olive Oil Ka Use Kare
Khana tez aanch me nahi pakana chahiye,,medium aanch per pakne 
wala khana paushtik aur liver ke liye faydemand hota hai, khane me 
olive oil ka prayog kare.





Antioxidant Zaruri Hai 
Liver ko fit rakhne ke liye antioxidants badhane ki zarurat hai, soyabean,
fish oil me bharpoor antioxidant hota hai.





Organic Products
Khane me zyada se zyada organic products ka istemal karna chahiye. ye 
food products bina keetnashako ke istemal ke natural tariko se ugaaye jate hai.





Angoor
Angoor me vitamin C hota hai aur liver ko fit rakhta hai.isme antioxidant bhi bharpoor matra me hota hai.

0 comments:

Post a Comment