Friday, 22 July 2016

AANKHON KI ROSHNI BADHANE KA GHARELU ILAJ

Dahi( Curd )
Dahi me vitamin A ki matra bahut jyada hoti hai is wajah se ye aankhon ki roshni badhane me kafi madad karta hai.



Peela Kaddu
Peele kaddu me Carotene kafi hota hai. jo aankho ki roshni badhane me madad karta hai.



Hari SabJiyan( Green Vegetables) 
Palak,dhaniyan,patta ghobhi aur methi me bhi Carotene ki matra 
payi jati hai. jisse aankhon ki roshni badhti hai.



Aam (Mango)
Aam me vitamin A kafi matra me hota hai jo ankhon ki roshni badhane me madad karta hai.




Sahjan Ki Pattiyan
Sahjan ki patti me protin aur vitamin A hota hai. isko khane me estemaal karne se aankhon ki roshni badhi hai.





Anda(Egg)
Ye protien aur vitamin ka achha sourse hai. ise rozana khane se 
ankhon ki roshni badhne me madad milti hai.

0 comments:

Post a Comment