Cancer Ka Khatra Kam Kare
Olive oil me phytonutrients oleocanthal paya jata hai. Jo cancer me pain relief ka kaam karta hai. yeh skin aur breast cancer ko kam karne me bhi sahayak hota hai.
Stress Door Kare
Olive oil me antioxidant aur vitamin E kaafi matra me paya jata hai. yeh stress ko door karne ke sath-sath oxidantive stress ko bhi door karta hai.
Dil Ke Liye Faydemand
Olive oil dil ki beemariyon ko door rakhne me madad karta hai. yeh anti-inflammatory aur LDL gun se bhi bharpoor hota hai.Jo shareer me kharab cholesterol ko ghata kar good cholesterol me badal deta hai.
Diabetes Me Fayda
Olive oil me saturated fat na ke barabar hota hai. yeh shareer me sugar level bhi niyantrit karta hai.carbohydrate aur fibre ka achcha srot hone ki wajah se yeh diabetic logo ke liye faydemand hai.
Tavcha Ko Rakhe Sunder
Olive oil ko chehre par lagane se muhasen aur blackheads theek ho jate hai.rookhi tavcha, strach marks door karne ke sath- sath yeh baalon ke liye bhi faydemand hai.

0 comments:
Post a Comment