Jodo Ke Dard Me Fayda
Arbi ke Patto me besan lagakar sabji bana kar khane se jodo ke dard me fayda hota hai. isme sodium, magnesium, vitamin aur antioxidants paaye jate hai. Arbi khane se kidney, muscles aur body ki nasen theek tarah se kaam karti hai.
B.P. Me Fayda
Arbi me sodium ki kaafi matra hoti hai. ye potassium aur
magnesium se bhi bharpoor hai. jisse bp control me rehta hai.
Wazan Kam Karne Me Fayda
Arbi bhook ko control karne ka kaam karti hai. isme maujood
fibres metabolic ko active banate hai. jisse wazan kam hota hai.
Skin Ko Fayda
Arbi ki jadon me vitamin A aur E paya jata hai. isi wajah se ye
skin ko swasth aur chamakdaar banane me madad karta hai.
Acidity Me Fayda
Arbi ki sabzi khane me kayi fayde hai. Acidity me bhi araam
milta hai. sabzi me tel ka kam istimal karein.
Baal Girne Kam Honge
Arbi ko pees kar kuchh din tak sir par lagane se baal girne ki
samasya door ho jaati hai. roosi bhi door ho jati hai.
Sookhi Khansi Me Fayda
Sookhi khasi hone par arbi ki sabzi khayein. cough patla hokar
bahar nikal jayega.

0 comments:
Post a Comment