
Bhutte me vitamin A ki matra kaafi hoti hai Jo dil ki beenariyon ko kam karne me madadgaar hote hai. isme maujood vitamin C bioflavonoids aur phenolic cholesterol aur high blood pressure ke level ko conteol rakhta hai.
Alsar Me Fayda

Anemia Se Bachaye
Bhutte me maujood vitamin B aur folic acid khoon ki kami ko pura
karte hai. ise khane se iron ki kami poori hoti hai. Jo laal rakt
koshikaaon ke nirmaad me achhi bhoomika nibhate hai. makayi ke
Peele daane minerals se bharpoor hote hai. jisse haddiyan bhi majboot
hoti hai.
Cancer Se Bachaye
Bhutte me antioxidants ka achha srot hota hai. isme maujood ferulic acid,
phenolic, beta-carotene aur carotene cancer jaisi jatil beemariyon se ladne
me faydemand hai isko khane se cancer hine ka khatra kam hota hai.
Memory Sharp Rakhe
Bhutte me maujood thiamin aur niacin jaise vitamin humare tantrika tantra
aur memory ko behtar banaye rakhne me madad karte hai. thiamin vitamin
yaaddasht ke liye jaroori neurotransmitter ka kaam karta hai.
0 comments:
Post a Comment