Tel Yukt Machhli
Machhli jaise Salmon, makrail, tuna ya sardine me omega 3 fatty acid paya jata hai. Jo soojan kam karne me madadgaar hota hai. hafte me kayi din machhli khayen. agar ap machhli nahi khate to aap omega 3 fatty acid ka supplement bhi kha sakte hai.
Soya Khaye
Soya me istrogen aur isoflavones namak wale padarth paye jate hai Jo mahilaaon me CRP aur soojan ke level ko kam karte hai. ise khane se soojan kam ho jati hai.
Chawal-Bajra
Saabut anaaj me bhot sara fibre hota hai. jisse khoon me protein ki matra kam ho jati hai aur shareer ki soojan kam hone lagti hai. saabut anaaj me aap chawal, bajra, wheat bread aadi kha sakte hai.
Meve Khane Se Fayda
Badaam aur akhrot me bahut zyada fibre, calcium aur vitamin E paya jata hai. Jo kaafi healthy hota hai. har meve me apko antioxidant milega Jo shareer ki soojan se bachayega.
Hari Sabziyan Se Fayda
Patta gobhi, brokali, palak aadi sabziya khane se bhi vitamin E milta hai, Jo shareer ki soojan kam karta hai.
Tamatar Se Fayda
Tamatar me lykopane hota hai. Jo lungs aur pure shareer ki soojan ko rokta hai. kachche tamatar ki jagah pakaya gaya tamatar ya sauce khane se zyada matra me lycopane mil sakta hai.
Chukandar Se Fayda
Isme bahut sara antioxidant paya jata hai. yeh shareer ki soojan ko kam karta hai aur dil ke rog se bachata hai. isme vitamin C aur fibre hota hai.
Adrak Aur Haldi
Adrak aur haldi Dono shareer ke immune system ko kaabu me karte hai aur soojan ko kam karte hai.

0 comments:
Post a Comment