Friday, 16 December 2016

ANEMIC KO DOOR KARNE KA GHARELU ILAJ

ALOO BUKHARA
Aloo bukhara aur iske ras me bahut iron hota hai. yeh anemia ke upchar ke liye achchha phal hai. isliye naashte me aloo bukhara daily khayen.






KIWI
Kiwi me vitamin C Kaafi matra me hota hai. agar aap annemic hai aur iron capsules kha rahe hai to iske sath sath kiwi bhi khayen.







KELA
Body me nayi koshikaaon ke nirmaan ke liye folic acid bahut zaruri hota hai, yeh anemia me bhi bahut fayda karta hai, iske 
upyog se anemia se bacha ja sakta hai.





APPLE
Apple un fruits me se hai jo blood counts badhane me bahut 
madad karta hai, apple me vitamin C hota hai jo body ko
non-heme iron avshoshit karne me madad karta hai.






MUSAMMI
Musammi me vitamin C adhik matra me hota hai, anemia se pareshan 
log iska sewan zarur karen, ise kachcha bhi kha sakte hai ya juice pee lein.





ANAAR 
Anaar me vitamin C aur iron hota hai. yeh body me blood circulation ko 
badhata hai aur anemia me bhi faydemand hai.




SANTARA
Khatte falon me vitamin C bahut hota hai, santare me bhi vitamin C hota 
hai, ise khane se anemia se bacha ja sakta hai.

0 comments:

Post a Comment