
karonde ka chooran khane se pet ka dard theek hota hai aur isko khane se loose motion me bhi aaram milta hai. iska chooran unhe bahut fayda karta hai jinhe bhook nhi lagti hai kyonki ye bhook ko bhi badhata hai.
Masude banaye mazboot

Urinal Infection Me Fayda
karonde se urinal infection me bahut raahat milti hai jo log karonde
ka juice peete hai wo log UTI se bache rahte hai ladeis ke liye karonda
bahut faydemand hai.
Bukhar(Fever) Me Fayda
karonde ki jad ko pani ke sath pees kar body par lagane se garmiyon me
loo nahi lagti hai aur iska juice pine se fauran araam milta hai.
Iron Milta Hai
Karonde me bharpoor matra me iron aur vitamin C paya jata hai chhota
sa dikhne wala fal sehat ke liye bahut hi faydemand hai.
0 comments:
Post a Comment