
Kishmish me ghulansheel fibre kaafi matra me hota hai. Kishmish polyphenolase enzyme ko bhi dabata hai. jo body se cholesterol ko avshosit karta hai. Kishmish me maujood sharkara babut asaani se digest ho jata hai joki cholesterol free hota hai.
Immunity badati hai
Kishmish shareer me PH level ko balanced rakhta hai. Iske sevan
se body ka immunity system majboot banta hai.
Digestion Theek Rehta hai
Kishmish ko daily lene se digestion theek rehta hai aur digestive
system sahi tarike se kaam karta rehta hai. Kishmish me paye jane
wale fibre gastro-intestinal raste se kharab padartho ko bahar
nikalne me madad karte hai.
Haddiyan majboot hoti hai
Kishmish ka istimal karne ka ek fayda ye bhi hai ki kishmish ka
sevan karne se hamare shareer ki haddiyan majboot ho jati hai.
0 comments:
Post a Comment