Wednesday 14 December 2016

NUKSANDEH HO SAKTI HAI YE CHEEZEN

Zyada Garam Aur Thande Pani Se Nahana
Bahut garam ya thande pani se nahane se baalon aur skin ko nuksan ho sakta hai isse baal aur skin damage ho sakte hai isse skin jal sakti hai ya sunn padh sakti hai.




Nahane Se Pehle Waxing Karna
Isse skin ke pours zyada khul jate hai aur skin dry ho jaati hai.





Poori Body Me Soap Lagana 
Isse skin dry ho jati hai jahan jyada pasina aata ho waha lagana hi 
sahi hai baki body me hafte me 3 baar lagana theek rahega.




Jyada Scrub Karna
Bahut jyada gora dikhne ke liye jyada scrub karna bhi theek nahi hai. 
isse skin ki parat chhil jati hai aur infection bhi ho sakta hai.




Jyada Ragad Kar Pochhna
Isse skin aur baalon ko nuksan pahuchta hai skin dry aur baal jhad sakte hai.




Deo Ka Jyada Use Karna
isko zada use karne se skin rough ho jati hai khujli ho sakti hai skin ke 
achchhe bacteria bhi khatam ho jate hai.

0 comments:

Post a Comment