
Pairon me dard ki wajah muscles me sikudan ya muscles me thakan bhi ho sakti hai. paani peena achhe se start kare.jisse aapke pairon ka dard kam ho. gym ya excercise karne se pehle pani jaroor pee lein.
Milk Product Ka Istimal Kare
doodh aur doodh se bane product me bharpoor matra me calcium hota
hai. cheese,doodh ke alawa jo log doodh nahi peete hai wo doodh se bani
cheeje jaise kheer, milk shake ya kisi bhi roop me doodh ka sevan karein.
fruit Juice Piye
Pairon me dard hone par medicine lena instant releif to de sakti hai lekin
dard ko door karne ke liye aapko prakritik cheejo ka jyada se jyada sahara
lena chahiye. aapko fruit juice daily peene ki aadat dalni chahiye.
Excercise Kare
Dinbhar office me lagatar ek hi tarah ke posture me baithna aur kisi tarah
ki excercise ya morning walk na karna bhi pareshani bada sakti hai. iske liye
excercise kare kuchh khas tarah ke leg streching excercise bhi dard door
karne me faydemand hoti hai. isse blood circulation aur muscular contraction
sahi hota hai.
0 comments:
Post a Comment