
Angoor ( Grapes )
Daily 1 katori angoor khaye ya phir 1 gilas angoor ka juice piye isse skin hamesha jawan dikhegi.
Gaajar ( carrot )
Gajar me vitamins aur anti-oxident hote hai jo sehat ke liye bahut faydemand hai isse skin bahut achhi dikhegi.

Anaar khane se bahut se fayde hote hai. Anaar se khoon bhi banta hai aur skin glow karti hai.
Aamla ( Gooseberry )

Khajoor ( Dates )
Khajoor me vitamins aur minrals bahut adhik hote hai inko khane se takat milti hai najar kamjoor hone se bachata hai.

Isme omega 3 fatty acid hota hai jo blood ke circulation ko badhata hai.
Anda ( Egg )
Ande me protien aur calcium hota hai thand me isse shareer ko energy milti hai.
Lehsun ( Garlic )
Roz subah thand ke dino me 1 lehsun ki kali chaba kar khane se
simen gadha ho jata hai.
0 comments:
Post a Comment