Thursday, 21 March 2019

ASHVAGANDHA KE FAYDE IN HINDI

ASHVAGANDHA- Ashvagandha ek aisa paudha hai jo jhaadi dar hota hai.Iski jado mein bahut se paushtik tatva jo ki sugar ke patient me motiayabind jaisi bimari ko bhi sahi karta hai. hain.Bahut si bimariyon me iske beej,fal aur chhaal ka iatemal kiya jata hai. Aaiye jaane ashvagandha ke fayde :-


FODE FUNSI ME FAYDA- Ashvagandha ke paudhe ko peeskar iska lep bana le aur fode-funsi par lagaye sath hi body par kahin sujan ho wanha par bhi laga sakte hai. jald hi araam milta hai. iski pattiyan se skin se judi problem me aur zakhm bharne bharne me bhi fayda hota hai.


JHURRIYON ME FAYDA- Ashvadandha ka churan bana le aur isko tel me
milakar jaha par charm rog me fayda hota hai.ashvagandha ke sevan se twacha
par padne waali jhurriyoon me bhi fayda hota hai.


CANCER ME FAYDA- Cancer ki bimari me ashvagandha bahut fayda karta
hai.Ashvagandha ke istimal se medicine ka asar sirf cancer wali koshikaon par
asar hota hai. jisse in medicine ka asar normal koshikaon par nahi padta aur kisi
tarah ki dusri bimari hone ka khatra nahi hota.


HIGH BLOOD PRESSURE ME FAYDA- High BP ka pateint agar ashvgandha
ke churan ko doodh ke saath pratidin piyega to unka blood pressure normal ho jayega.


ISKE ALAWA---
-GAS SE JUDI samasya mein bhi ye paudha bahut faydemand hota hai.
-SAANS LENE SE JUDI Bimariyon se fayda paane ke liye ashvagandha ke shar
ke shahed ko ghee ke saath milakar lene se bahut fayda milta hai.

0 comments:

Post a Comment